Sung by : Gajendra Verma 

Love the feel of romance in the words and the voice of Gajendra. For me this version is way above the film one in 'Table No 21', even the visuals are more romantic.  The boy is deeply in love and finds hard to live with only memories of her. My fav part is the starting lines and the one where he asks either give your heart or give his heart back.


Saari raat aahein bhartaa
pal pal yaadon mein marta
maane na meri mann mera
sooni sooni shaam soone savere
behate hainn aansoo mere
jaane kuch bhi na mann mera...

kabhi tera tha jo ab begaana hai woh
deewana deewana samjhe na ...
ho oo kabhi khoya rahe
kabhi roya phir kare
kabhi toote huye sapne sanjhoya phir kare
koi mann se uljhe na
koi mann se jeete na
dil raina aisa kar diye phir bitaaye beete na re mann mera
maane na mann mera

Ragg ragg woh samaaya mere
mujhko khudaaya mere
usse milaaya de mitaa
karun fariyaad pukaarun tujhko
yaa toh de dilbar mujhko
dil ya seene se de hataa
mujhe saari umar ab sataana hai woh
deewana deewana samjhe naa

Aisa bhi kya re dil ka lagaana
aisi bhi kya re mohabbat
aankhein mila ke yeh maine jaana
rone se milti nahi fursat


kabhi chup chup rahe
kabhi zidd pe aa jaaye
bas ek tareeka dhoondhe
tujhse tujhko paa jaaye
kabhi tujh bin jee lunga
kabhi mar jaayunga main
tujhse sau baatein karta haaye
khudko bharmaaye mann mera
maane na mann mera ...