Sung by : K.Mohan

There's a deep pain that is visible right from the starting background tune, and then the vocals of K.Mohan takes it further more along with the lyrics. The person is ready to get destroyed if in the end he gets all the glory. Maybe he believes in, everything gets fine in the end.  The last part is too good, and I like that Ram Sampath (composer) made it sound even more painful with almost no background music in the starting lines of final stanza.


Jale dheere dheere se
ik aag saanson mein
jal jaane dun kya ?
jal jaane dun kya ?
yeh bebasi mujhko kitni sajaa degi
mar jaane dun kya ?
mar jaane dun kya ?
dekho saare dhaage toote
inn jaagi raaton mein
barbaadi, meethi si lage azaadi
barbaadi, meethi si lage azaadi
barbaadi... hoo oo o oo
aasmaan mile, toh meethi si lage barbaadi

kabhi kabhi jo tujhko chu lun
chubhti hai tu
kabhi tu jo mujhko jee le
neela neela sa kar de
jaage hothon pe hai baatein baagi
chup hai zindagi
mujhe kholde, kholde, kholde
main toh qaidi hoon


zara zara sa tujh mein jeeke
marta hoon main
teri shaakhon par hai mere
sookhe sookhe se sapne
toote hai aankhon se
kaise rokein choone ko yeh zameen
unhe jaane do, jaane do, jaane do, jaane do
khul ke behne do
unhein leke jaayein jhonke
anjaani raahon mein

Barbaadi... meethi si lage azaadi
barbaadi.. meethi si lage azaadi
barbaaaaadi ... ho o o oo ...
aaasmaan mile, toh meethi si lage barbaadi.